Wordpress Ko Insatll Krne Ke Bad Jo next Level Aaata hai wo hai wordpress ki dashboard ki settings.
Jab Aap Wordpress Ko Insatll karte Hai toh aap ko by default kush settings milti hai jo app ko wordpress ke dashboard pe dikhai de rhi hai.
Kush page 's , categories, post's ,tags and plugins by default insatall hote hai jo ke unused hote hai usko delete krke hum new insatll krte hai jo ke hmari on page seo aur off page seo ke liye use kiye jate hai.
Jab Aap pheli bar wordpress insatll krte hai toh aap ke pas kush esa dashboard open hota hai
Is liye jab v koi new blogger first time apna dashboard open krta hai toh wo confused hota hai k start kha se kren. Toh aaj hum step-by step isko sikhnge.
Kush Settings Hai jo Hum Aaj Wordpress Ki krenge Wo settings niche d gyi hai uske According Hum Steps Ko Follow Krenge Chle Start Karte Hai..
- Home
- Update
- Post
- Media
- Comments
- Plugins
- Appearance
- Users
- Tools
- Settings
Home Aik Wordpress ka main page hi hota jisko hum dashboard page bolte hai. Ismein saari Functionallity hoti hai.
UPDATE:-
Update hmari 2 Setting Hai jis ke baare mein aaj prenge .Update basically hum ko yeh btata hai keh jab v koi new update aati hai waordpress ki taraf se toh hum ko newly notice aata jata hai like see pic below
3.POST
Yeh Hamari 3 Setting hai jiska name hai POST . POST Main Setting hai Hamare dashboard mein . Dekhen Agr Aap ne koi v Post Likhni Hai toh Hum Post Ko Hi Use krenge.
Post Ke Ander Basically Sub-menu Hote Wo aap niche Dekh sakte hoo Uske jo name hai wo hum list mein provide kr dete hai fr uspe hum discuss krenge.
- Add New Post
- All Posts
- Add Category
- Add Tags
Sab Se Phele Hum Baat Karte Hai Add New Post Pe Add New Post Hum Tab Use Krte Hai Jab Hum ne Koi New Post Add krni Hoti Hai Like this
Abb Aap Ismein Dekhe hum ne aik new Post li Uspe click krne ke baad AAp ke paas aik new window pe aik form open ho rha jis mein aap koi v apni post ko daal sakte hoo .
2 ALL POST
AAP niche Pic Mein Dekh Sakte Ho.
3.Add Category
Add category Mein Aap Koi V Category Add Kr Skte Hoo Jisi Aap ki post hogi wesi aap ki post ki category hogi for example agr aap ne post koi movie ki daalni hai ton aap ko aik Entertainment naam ki category bnani hogi. Sab se Phele hum Aik catgory Bnae ge like this
Ismein AAP dekh sakte ho aap ne category pe click kr lena hai toh aap ke paas ke paas aik form open hoga usmein aap ne aik category bna leni koi v name ki fr aap ne Add New Category Button Pe Click kr dena hai isse aap ki category create ho jaegi.
4.Tags
Tags Ka mtlb hota hai agr aap ne koi category ka tag dena hota hai jesa ke aap ki categroy entertainment ke related hai toh aap tags wesa hi de dena isse aap ki jo post hai wo jldi rank hona start Ho jaeigi.
4. MEDIA
Media Hmara 4 Function hai . Ismein Hamari Jitni v Photos ,Videos, Audios, Pdf, yani ke jitni v documents file Hongi wo ismein aake store honngi Aap pic mein dekh v sakte ho niche.
baki aap Hmari Videos mein Dekh Sakte Ho Video Niche Hum ne d hai AAp ko Saari Saari Ki Information Video Se Undestand Ho jaegi.
0 Comments
please enter your comment in message box