Wappalyzer: Find out what websites are built with
Wappalyzer aik basically Chrome Extension hai jo ke kisi v website ko check krne ke liye use ki jaati hai k website kon se platform / languages mein bani hai. Basically isko Sab Se Jyada Developers hi Use Krte hain.
HOW TO INSATLL AND USE WAPPALYZER
First Of All you can Go on Google Search Engine and type in chrome Extension and hit enter See Pic below
Fr Aap Ne Chrome web Store Pe Click Kr lena hai . Click Krne Ke baad aap ko web Chrome Ka Playstore Open Ho jaega. Jis mein aap ko aik search dikhai dega aur us mein aap ne search krna hai "wapplyzer" fr enter press kr dena hai see below pic
Aap ne fr isko Add to Chrome kr lena hai jis se yeh fr download ho kr aap ke chrome extension mein add ho jaega jese aap dekh sakte ho niche pic mein
Pic mein Aap Dekh Sakte hoo Install hone Ke Baad Aap ki extension upr extension mein add ho jaegi. aap ne uspe click krke isko add to pin kr lena . add to pin krke ke baad aap ki yeh extension add ho jaegi. aap dekh skte ho niche image mein
HOW TO USE WAPPLYZER
Abb Hum isko use krna Sikhenge . Sab se phela aap ne koi v website ko open kr lena hai. jo v aap theek lge. fr aap ne wapplyzer par click krna hai jesy hi aap wapplyzer pe click kroge toh aap ke paas aik alert box open hoga jis mein wo aap ko saari details lake fetch krdega proper see pic below.
0 Comments
please enter your comment in message box