Hello Friends Aaj Hum Aap ko 5 Ese Chrome Web Developers Extension Ke bare mein btaenge. Jo ke har aik developer ke liye jruri hai.Mtlb Agr hum simple language mein baat kre toh hum yeh v keh skte hai k iske bina developer ki life aduri hai. Toh chle Start krte hai hum is extension ko aaj ke is article mein.
TOP 5 Best Chrome extensions for web developers 2021
- Awesome Color Picker
- CSS Peeper
- Built With Technology Profiler
- Mobile Simulator
- Page Ruler Redux
Awesome Color Picker:-
Awesome Color Picker Aik Design Color Extension Hai Jo ke kisi v website mein koi v color find krne ke liye use ki jati hai. For Example Agr hum ko kisi v website mein ya uska bg color acha lg rha hai toh yeh extension hum ko bht jyada help krti us website ke bg ka color find krne ki liye.
DOWNLOAD COLOR PICKER EXTENSION
For Example aap screen short mein niche dekh skte ho ke hum ne aik website open ki aur ka color isne kise find kiya see below pic.
Hum ne apna hi Blog Open Kiya Aur Fr hum ne Upr extension ke icon pr click kiya fr hum ne jha v cursor kiya usne hum color ka code lake diya jisa ke aap niche right side pe aik balck box mein color ka code dekh skte ho aur uppr aik pop upbox mein colors .
2. CSS PEEPER:-
CSS Peeper Hamari Second Web Development Extension hai Jo ke developers web design ke liye isko use krte hai . Sab se phele hum isko dowanlod kr lete hai. hum aap ko niche iska link denge aap wha se jake isko dowanlod kr skte ho. aur fr aap ne isko add to chrome kr lena hai aur yeh aap ke chrome extenshon mein add ho jaegi fr aap isko use kr skte ho.
DOWANLOD CSS PEEPER
Yeh Extesion Jo hai wo kisi v website mein uski css mein konse font use hue hai aur body mein usne kon se font use kiye kitne heading tag use kiye hai mtlb sari css ki information aap ko lake dikhati hai css ki jesa ke aap niche dekh skte ho pic mein.
App Dekh skte ho k right side mein hmare paas aik box hai jismein hmare blog ke fonts, body, aur css information isne hum ko lake dikhai .
3. Built With Technology Profiler:-
Abb Hum Hamari 3 one of the best extesnion for web developer uske bare mein baat kreng uska name hai "BUILT WITH TECHNOLOGY PROFILER" . Yeh Extension Aap ko kisi v website ka data lake deti hai ke is website mein konsi technology use hui konsa tool use hua hai kis framework mein hai matlb a-z . aap ko data find krke deti hai . aap ne isko download wese hi krna jese same hum ne aap ko btaya hum aap ko link provide krke de dete hai aap uspe click krke dowanlod krlena link niche hai .
Built With Technology Download
4.MOBILE SIMULATOR:-
Yeh Extension hmari 4 extesnsion hai. Jis ka name hai Mobile Simulator Yeh ksi v website ko chek krne ke liye use ki jati hai k wo website ksi v mobile men responsive hai ya nhi jese iphone , samsung , vivo mtlb aap is ke jreye kis v device pe chek kr skte ho. yeh aik moile responsive testing tool hai.
DOWNLOAD MOBILE SIMULATOR
Download krne ke baad aap ne koi v website koopen kr lena hai aur fr extension pe jeke mobile simulator pe click kr lena hai . see example pic below
5.Page Ruler Redux:-
Page Ruler Redux Hmari last extesnion hai . Yeh extension v bht kmaal ki extension hai. Is extension ko developer website ke pages mein width , height, margin ke liye use krte hai . For example agr aap ne check krna hai ke website mein navigation top ki width kitni hai height margin us ke liye hum isko use krenge. Abb Aap niche d gyi pic mein dekh skte ho k kesy hum ne kisi aik prtion pe click kiya aur extension ne hum ko uski width height sab la ge de d.
0 Comments
please enter your comment in message box