Abi Tak Aap whats app mein apne last ko sabi users ya fir un users se hide krte the jo aap ki contact list mein nhi the, lekin aap ko jaan kar herani hogi ke koi third party aap v aap ki activities v najr rakhte hain, isi trah ke apps se aap ko bachne ke liye whats app ne new privacy features update kiya hai.

Duniya Ka Sab Se Jyada Use Kiya Jane Wala Chat Messenger Apne Users ko Privacy Ke Regarding Features Deta Rehta Hai. Abi Tak aap apne last Seen Ko Un Users Se Hide Krte the jo aap ki contact list mein nhi the , matlb koi thirtd party app aap ki privacy pe najr rakhta tha jis se aap ki privacy leak hone ka dar tha , toh isi tra ke apps se bachne ke liye whats app ne privacy features update kiya hai. Whatsapp twister aur whatsapp update par najr rakhne wali website " WABetaInfo " ne whatsapp customer support ke email response ko share kiya hai keh email inform mein aap ko online process ko track krna unke liye bht mushkil hone wala hai jo aap ne contact list mein add nhi hai ya jis se aap abi tak chat nhi ki.
KESY KAAM KARTA HAI NEW FEATURES
Yeh Features Whatsapp Business par v available hoga , abi ese market mein bht sare apps hai jo whats app online process ko track krte hai. Yeh App app ke online matlb last seen ko tabh v track krte hai jab aap ne apni whats app ki setting mein last seen hide kr rakha hai.
Yeh App aap ke online process ko track krte hai balke aap ke online login hone ka v process rakhte hai ke aap abi login ho. Lekin Jo new update hai wo whatsapp ke users ke liye aik bardaan jesa hai.Jab tak aap ese app ko apne contact list mein nhi rakhoge tab tk yeh app aap ke last seen ko kabi nhi dekh skte. Halan ke share kiye gye email s se yeh nhi pta chla ke uske liye aap ko apne last seen ki setting ko sabi ke liye hide krne ke baad v aap ka apna last seen ya status show hota hai ya nhi.
Iske Ewala Agr aap ne ksi contact ke saath chatting krne ke baad v agr aap ko uska last seen ho nhi ho rha toh ho skta hai ke user ne My Contact Except Setting Ko Active Kiya ho, yeh seeting abi kush beta mode , iphone, and andriod device pe on hai.
0 Comments
please enter your comment in message box