Hello Guys , Aaj hum baat krenge facebook ke baare mein aur uski proper history ke baare mein. Toh Chleye fr start Karte hain .
Facebook aaj ke time mein world ki sabse large aur popular social networking website app aur platform hai. Iske agr hum seo ki baat krenge uska name "Mark Zukurberge" hai . jo ke facebook ke founder aur CEO hai.
Facebook ka idea sab se amarica ke 2 perosn ko aaya tha but mark ne usko chroi krke apna idea bnaya aur facebook ko bnana start kr diya . mark ke aur v log the jinho ne facebook ko bnaya unke name yeh hai
Mark ne facebook se phela aik website bnai thi jiska name facemash tha jisko photos ke liye use kiya jata tha keh jiski photo sab se achi hoti thi usko select kiya jata tha . Phir bad mein isko baan kr diya gya kuke iske logon ki privacy leak hoti thi yeh jo facemash website thi specially girls ki pic ko select krne ki liye use ki jati thi. fr mark ko university se bann kr diya tha uske baad mark ne hardverd university ki site ko hack kr diya jis ne prorperly mark par university mein baan kr diya gya . abb mark ne apni stdy ko skip krne na soch liya unho ne socha k ku na esi aik website bnai jai jisse log aps ne baat kr ske aur friends bun ske aur yahi se face -book ka safar suru hota hai .
LAUNCH FACEBOOK:-
Grow facebook
2010 mein facebook par 500 Million user registered ho chuke the aur 2012 mein 1 Billion user ka data store ho chuka tha jo ke facebook ke liye sab badi success thi. facebook ko buy krne ki liye bht si company aai thi but mark ko pta tha k yeh aage jake bht bda platform bn jaegi . whi aap dekeh aaj facebook ka apna name hai mtlb kudh mein hi facebook aik brand ban chuki hai .
0 Comments
please enter your comment in message box